Success Thoughts




















कभी मत सोचिये कि आत्मा के लिए कुछ असंभव है, ऐसा सोचना सबसे बड़ा विधर्म है, अगर कोई पाप है, तो वो यही है; ये कहना कि तुम निर्बल हो या अन्य निर्बल हैं। (Swami Vivekanand)

जैसा आप सोचते हैं, वैसा आप बन जायेंगे। (Bruce Lee)

कामयाबी और नाकामयाबी दोनों ज़िन्दगी के  हिस्से है, दोनों ही स्थायी नहीं हैं। (Shahrukh Khan) 

जब तक आप अपनी समस्याओं एंव कठिनाइयों की वजह दूसरों को मानते है, तब तक आप अपनी समस्याओं एंव कठिनाइयों को मिटा नहीं सकते|  





jiske pass jo hoga wo hume wahi dega.
jaise Aam ka vrakcha hume Aam dega 
or Bamool ka vrakcha kaate.
                                                                          


zindgi mai itni shiddat se apna kirdar nibhao  ki parda girne ke baad bhi taaliya bajti rahe.

Agar insaan khud ki galtiyo ko apni ungliyo per ginne lage to use dusro per ungli karne ka vakt nhi milega.......













Vifaltao see gabra kar haar nahi manni chaiye balki hame hamesha aage bhadne ka prayash karna chahiye

Jeevan sukh or dukh ka mel hai ek data hai tou dushra aata hai. Isliye dukh se kabhi bhi hame gabrana nahi chahiye kyu ki dukh ke baad hi sukh aata hai.

Hamesha apne kaam se kaam rakho dusro ke jeevan mein kam dakhal do sukhi rahoge.

Kaam hi pooja hai.

Jis kaam ko bhi karo mann laga kar karo safalta avasha milegi.

Jaisa byavhar aap apne liye dusro se chahte ho ,aap bhi dusro ke saath vaisa hi byavhar kare.

Raj to humara har jagah hai pyar karne walo ke dil mai,or nafrat karne walo ke dimag mai.

Burai karna roaming ki tarah hai,karo to bhi charge lagta hai suno to bhi charge lagta hai.neki karna bima ki tarah hai,zindagi ke saath bhi zindagi ke baad bhi.

Choti choti khushiya hi to jine ka Sahara banti hai,jarurate to pal pal badlti hai.

Dusro ki saflta se irsha nahi karna chahiye balki hame kudh ko unse behtar banne ka prayash karna chaiye.








Lafjo ka istmal hifazat se kariye ,ye Parvarish ka behtareen saboot hote hai.

Maafi mangne ka matlab ye nhi ki mai galat hu,maafi mangne ka matlab hai ki mujhme rishte nibhane ki kabliyat samne wale se jada hai.

Aage badna hai to bahre ban jao,kyo ki kuch logo ko chorkar baki sab manobal girane wale hi hote hai.




Apne rishto ko bachane ke liye jhukna pade to jhuk jao ,lekin her baar apko hi jhukna pade to ruk jao.

Kon kahta hai bhagwan najar nahi aata,ek wo hi najar aata hai jab koi najar nahi aata.

Himmat to itni thi ki samandar bhi paar kar sakte the per majburiya bhi itni thi ki 2boond Aashou ne dubo diya.

Ek na ek din hashil kar hi lage manjil thokre hi to hai jahar to nhi jo khaker mar jaugi.

Bachpan mai jaha chaha has lete the jaha chaha ro lete the,or ab to muskrane ke liye tamij or rone ke liye tanhayi chaiye.

Kagaj ki kasti thi nadi ka kinara tha .khelne ki masti thi dil ye dulara tha.kha a gye samajhdaaro ki duniya mai wo nadan bachpan hi kitna pyara tha.



Manane wale se itna mat ruthiye ki manane wala khud hi Ruth jaye.

Kisise galat bolne se pahle 1baar ye jarur soche kya whi galt ap apne liye sun sakte hai.

Galat inshan pr bharosha karke hi sahi inshan pr bharosha karne ki samajh aati hai.

Krodh karna matlab dusro ki galti ki saja khud ko dena.

Fashle itne ho gye hai rishto mai. jaise ghar kharid ho kishto mai.

Mon rahna ek sadhna hai,jabki bolna ek kala.

Bahut acche hote hai dushman wo kam se kam dost hone ka natak to nhi karte.




Jitne ka maja tabhi aata hai jab log tumhare harne ka intzar kar rahe ho.

Wqt goonga nahi mon hai.time aane per batayega kiska kon hai.


Manzil chahe jitni bhi oonchi kyo na ho rashta humesha pero ke niche hi hota hai.

Unka bharosa kabhi mat karo jinka khyal waqt ke sath badal jaye .bharosa unka karo jinka khyal tabh bhi vaisa hi rahe jab apka waqt badal jaye.

Kamyab insan khush rahe na rahe lekin khush rahne wale inshan kamyab jarur hote hai.

Kisiki galtiyo ko benakab na kar.ishwar betha hai tu hishab na kar.




Mai agar kisibhi mod par bura lagu to mujhe batana jamane ko nahi kyo ki badlna mujhe hai jamane ko nahi.

Chamcha jis bartan mai rahta hai usiko ko khali deta hai.isliye chamcho se door hi rahe.

Bachpan se hi sokh tha accha inshan banne ka bachpan khatam sokh khatam.ab jaisi duniya vaise hum.

Jaha jiska dana hota hai samay use waha bula leta hai. koi kisika diya nahi khata har inshan apne naseeb ka khata hai.  










Soch acchi ho to vichar bhi acche aayege.agr soch hi kharab h to vichar bhi kharab hi aayege.















  

Baat sirf izzat or parvarish ki hai.warna jo sun sakta hai wo suna bhi sakta hai.
  
Gussa bahut chatur hota hai.humesha kamjor pr hi niklta hai.

Parkha bahut gya mujhe,lekin samjha nhi gya.

Comments